Famous Quotes of Allama Iqbal! Allama Iqbal is the most famous and national poet of pakistan that is known as for this most famous and islamic poetries and quotes. Allama iqbal is a urdu poet who serve their duty the most famous and best islamic writer in the world.
Allama Iqbal is known for his famous quotes and shayeri in paksitan and also in the whole world. There is many books of quotes and poetry hi write but in this blog we will share his some “Famous Quotes of Allama Iqbal”.
In this we will show you the Famous Quotes of Allama Iqbal that will inspire you and help you to create your life with high confidence.
Famous Quotes of Allama Iqbal
Insan ki rooh ki asal kefiyat gum hai,
Khushi ek arzi shai hai.
30+ Best Islamic Quotes in Urdu
Quran kareem ka sirf mutaliah hi na kiyar karo,
Balky usko samjhny ki bhi koshish karo.
Zindagi ka ek raaz yahi hai ky jaha raho,
Jis halat me raho, khush raho mutmain raho.
Allah ko bhool gaye log fikr e rozi me
Talash riz ki hai razir ka khayal hi nahi.
Kyu manatain mangta hai auron ky darbar sy IQBAL,
wo konsa kaam hai jo hota nahi tery parwardegar sy.
Dua to dil sy mangi jati hai, zaban sy nahi ay IQBAL,
Qabool to uski bhi hoti hai jiski zaban nahi hoti.
30 Best Quotes about life in urdu
Ho sadaqat ky liye jis dil me marny ki tadap,
Pehly apny pekar me jan peda kar.
Buton sy tujhko umedain khuda sy naumeedi,
Mujy bata to sahi aur kafri kya hai.
Koi kab kisi sy jalta hai
har koi apny muqaddar sy ladta hai.
khuwahishain badshahon ko ghulam bana leti hai,
Magar sabr ghulamo ko badshah bana deta hai.
Sajdon ky aiwaz firdaus mily yeh baat mujjhy manzoor nahi
be laus ibadat karta hu banda hu tera mazdoor nahi
Moti samjh kar shany kareemi ny chun liye
Qatry ko thy mery arqa e anfal ky
Ankh ko bedar kardy wada o dedar sy
Zinda kardy dil ko souz johar guftar sy
Ankh jo dekhti hai lab py aasakhta nahi mahw
Hairat hu ky dunya kya sy kya ho jayegi.
Parendon ki dunya ka darweesh hu me
ky shaheen banata nahi ashiyana
Dil sy ko baat nikalti hai asar rakhti hai
Pur nahi taqat parwaz magar rakhti hai
Insan ki rooh ki asal kefiyat gum hai,
Khushi ek arzi shai hai.
Musibat ek atiya e khudawandi hai,
Taky insan puri zindagi ka mushahida karlain.
EK sochny waly zinda insan ki khayalat me tabdeelu hoti rehti hai,
Nahi badalta to pathar nahi badalta.
by mehnat peham koi johar nahi khilta,
roshan sharar tesha sy hai khana e farhad.
Parwaz hai dono ki esi ek faza me
kargaz ka jaha aur hai shaheeh ka jahan aur
Taqdeer umam kya hai, koi keh nahi sakhta
Momin ki furasat ho to kafi hai ishara
Ifrad ky hathon me hai aqwam ki taqdeer
har fard hai milat ky muqaddar ka sitara
Yeh drama dikhaye ka kya seen
parda uthny ki muntazir hai nigah.
Ladkiyan padh rahi hai angrezi
dhoond li qaum ny falah ki raah.
Na jany kitny charagon ko mil gaye shushrat
Ik aftab ky be waqt doob jany sy.
Mat karo bharosa un parindo py
jub pur niikal aty hai to yeh
apna ashiyana bhool jaty hai.
Na puch mujhsy sy lazat khanma barbad
rehny ki nasheman senkdon meny bana kar phoonk daly hai.
acha hai dil ky sath rahy pasbanay e aqal
lekin kabhi kabhi usy tanha bhi chod dy.
Gaye din ky tanha tha me anjuman me tha,
Ab mery razdan aur bhi hai.